Ye Delhi ki Janta hai sahab....

Koshish to tumne khub ki thi,
Logo Ko Dharm ke nam pe,
Ye Delhi ki Janta hai sahab,
Vote karti hai Karam ke nam pe...

Bahut suna.. Pakistan ka jumla,
Bahut Dekhe Hindutva rastravadi,
Jis radtrawad ki bat karte Ho tum,
Ye Bharat nhi hai Uska aadi.....

Are sahab....shahinbag ke bare me to suna hi hoga,
Kaise uske aabru ko noch rahe biryani ke naam pr,
Jo desh ke hai wo begane honge... Or begane desh ke Apne....
Chalo Humne Ye bhi mana ....
Suna to hoga sahab,  Aapne bhi... 500 Wala jumla,
Choriye in Sab bato ko....
Delhi ne jo Nazare dikhaye hai....
Karant to laga hi hoga...
Button jo Itna tej Dabaya tha...
Pehli bar Kisi Sarakar ke kam pe,
Ye DELHI ki Janta hai sahab,
Nhi fasti Kisi jumle ke nam pe,
Vote karti hai karam ke nam pe......

Sunil Kumar Sah

Comments

Popular posts from this blog

THE MERITS AND DEMERITS OF STRUCTURALISM AND POST-STRUCTURALISM AS CRITICAL CONCEPTS ACCORDING TO TERRY EAGLETON

Shakespeare’s PLOT STRUCTURE of Antony and Cleopatra: An Analysis with Historical Perspective

The Expanded Summaries of All The Chapters from the Class 10 English book "Footprints Without Feet" NCERT